Saturday, 19 November 2016

Ahadees about Juma tul Mubarak

Juma ki namaz parhny jaldi jaya karain.
Mafhoom-e-Hadees:
Juma k Din farishtay pehlay pehal aor phir baad main aanay walon k Naam likhtay hain, Es liye Juma ko bohat jaldi anay walay ki misal aysi hay jese os ne OUNT ki qurbani di phir baad main aanay walay ki misal ayse hay jese os ne GAEY ki qurbani di
phir baad main Aanay walay ki misal ayse hay jese os ne MAINDHA ki qurbani di
phir baad main anay walay ki misal ayse hay jese os ne MURGHI sadqa ki phir baad main aanay walay ki misal ayse hay jese os ne ANDA sadqa kia
(Bukhari, Hadees929
Kitab uL Juma
Baab: Khutba Ghour se Sunna
Ravi: Abu Horaira Rz.A)

No comments:

Post a Comment